About

Sunday 20 January 2013

Aaj tak oss ki muhabbat ka nasha

Aaj tak oss ki muhabbat ka nasha, tari hai              

Phool baqi naheen, khushboo ka safar jari hai

Sehar lagta hai pasine mein nahaya hoa jism

Yeh ajab neend mein dobi hoi bedari hai

0 comments:

Post a Comment