About

Wednesday, 23 January 2013

Faraz SMS


SMS: Faraz
By: Muhammad Sajjad Khan 


Chah kar bhi
   'pooch nahi paate hain hall unka.
   //Faraz\\
Darte hain kahin keh na de tumhe ye haqq diya kisne.        

Deeply SMS


Deeply SMS 
By: Muhammad Sajjad Khan 


Abhi tak mojood hain is dil Pe tery qadmon k nishan.

....Dost....

Tere baad is rah se kisi aur ko guzarny nahi dia..

Love Poetry


SMS: Love Poetry
By: Muhammd Sajjad Khan 


"KAHO TO LOUT JATEY HAIN"

Abhi To Baat Lamhon Tak Hai Sadiyon Tak Nahi Aai
Abhi Muskan Ki Nobat Bhi Honton Tak Nahi Aai

Abhi Tak Koi Majboori Khayalon Tak Nahi Aai
Abhi To Gard Pairon Tak Hai Baalon Tak Nahi Aai,


"KAHO TO LOUT JATEY HAIN"

Tumhara Sath Gar Mil Jaye To 
Zamane Se Ulajhna Baat Hi Kaya Hai

Agar Tum Chorr Do Mujh Ko
Meri Auqat Hi Kaya Hai

Mere Baarey Main Na Socho
Tum Apni Baat Batlao

Kaho To Chalty Rehty hein


"KAHO TO LOUT JATEY HAIN"

Judai SMS


SMS: Judai
By: Muhammad Sajjad Khan 


"Maana K Marnay Walon Ko Bhula Detay Hain Sabhi,

......Dost.....

"Mujh Zinda Ko Bhula Kr Tum Ny To Riwayat He Badal Di. 

Sad Poetry

Deeply Sms 
By: Muhammad Sajjad Khan 



Aaj kuch waqt k liye paas mere

"kaash tum aajate"

Boht tanha hoon main aaj

"kaash tum aajate"

Kabhi khud ko itna kamzor na hone diya meine

Per aaj bikhar gaye hain hum

"kaash tum aajate"

Tum hi se milta hai hosla har pal mujhe

Chahiye aaj bahon ka sahara

"kaash tum aajate"

Barson se jee rahe hain bin tere

Aaj nahi guzar raha ek bhi pal

"Kaash tum aajate"

Waqt ki raftaar bhi jaise tham si gayi hai

Tham na jaye meri saans

"Kaash tum aajate" 

Sad SMS


Sad SMS
By: Muhammad Sajjad Khan 


Ae Alam-e-Waqt Koi Aisa Fatwa Day_

Jo Mohabat Me Wafa Na Kare Kaafir Thehray

Islamic SMS

Islamic SMS
By: Muhammad Sajjad Khan 


 ===HADIS===

"Kuch aisy log hongay jin ko

JANNAT me janay ka hukum diya jaega,

Lekin wo JANNAT ka raasta bhol jaengay"

Ye wo log hain jin k samne,

Aap (S.A.W.W) ka Naam liya jay or wo 

DAROOD na bhejen

Islamic SMS



Islamic Sms 
 By; Muhammad Sajjad Khan


Ek Nemat Ka Shukr ada krna
Dusri Nemat Milny Ka Zariya Hy,

Har Hal me khuda ka shukr ada krty raho
 ta'ke USKI Rehmtain tum py nazil hoti rahen. 

Deeply sms


Deeply  Sms 
By; Muhammad Sajjad Khan 

Hamesha us insan k Qareeb raho jo tmy "khush" rakhy

Lekin
Us insan k aur b   Qareeb raho jo tumhary "beghair" khush Na rah paye

Islamic SMS


Islamic Sms 
By: Muhammad Sajjad Khan 

1 Bar
AAP (S.A.W.W)
Ne Shetan ko Kamzor Dekha to Waja Pochhi

Wo Bola
AAP(S.A.W.W)
ki Ummat ki 6 Aadatain Mujhse Bardasht Nhi hoti.!

1.Jab Milen to SALAM Karte hai.

2.Musafiha Karte hai.

3.Jab Koi Kam Karna Chahte hai to
IN SHA ALLAH
Kehte hai.

4.Astaghfaar Karte hai.

5.AAP (S.A.W.W)
ka Naam Suntay he Durood Bhaijtey hai.

6.Har Kaam ki Ibtida Bismillah se Karte hai.
                     Shetan ko Kamzor Karna Chaho to Aagy Bhejo